Translate

Sunday, July 28, 2013

A Cute poetry On a Sweet Love Story

Girte -Sambhalte, Kaha Ko Aagye..
Manjil Dur Kahi, Kadm Dagmaga Gye..

Kya kahe, Ki Jikr hota h To unka Naam Leta h dil..
Kyaa Kahe, Fikr Karta h To Unki Fikr karta h dil..

Girte -Sambhalte, Kaha ko Aagye..
Manjil Dur Kahi, Kadm Dagmaga Gaye...


Thaam le Hath koi, Hum Thak Chuke h bahut..
Raah Ke har mod Par, unke tak Chuke h Bahut..

Girte -Sambhalte, Kaha ko aagye..
Manjil Dur Kahi, Kadm Dagmaga gye....

Rok na le FirSe Ek Awaaj Kahi..
Koi yeh Batado unhe, Dil Humare pass Dusra Nahi...

Girte -Sambhalte, Kaha Ko Aagye..
Manjil Dur Kahi, Kadm Dagmaga Gye..

Jo Unke Sang The, To duniya Se Viraani Thi..
Ab Vo Nahi , Lagti Duniya Anjaani Si...

Girte -Sambhalte, Kaha Ko Aagye..
Manjil Dur Kahi, Kadm Dagmaga Gye....

Unke Liye Humne , Kyaa Kuch nahi Kiya...
Unki Muskurahat k liye, Kitne gumo ko Ghut Piya..

Girte -Sambhalte Kaha ko Aagye..
Manjil Dur kahi, Kadm Dagmaga Gaye..

Aaj Aise Mod Par Khade Hai Tanhaa.. -2
Lagta h Jaise Zindagi Kaa Akhri H Lamhaa..

Girte -Sambhalte, Kaha Ko Aagye..
Manjil Dur Kahi, Kadm Dagmaga Gye... -2

No comments:

Post a Comment